Jis Din Se Chala Hu Meri Manzil Pe Nazar Hai,
Aankho Ne Kabhi Meel Ka Patthar Nahi Dekha.
जिस दिन से चला हूँ मेरी मंज़िल पे नज़र है,
आँखों ने कभी मील का पत्थर नहीं देखा।
Yeh Phool Mujhe Koyi Virasat Mein Nahi Mile,
Tumne Mera Kaanto Bhara Bistar Nahi Dekha.
ये फूल मुझे कोई विरासत में नहीं मिले,
तुमने मेरा काँटों-भरा बिस्तर नहीं देखा।
Patthar Mujhe Kahta Hai Mera Chahne Wala,
Main Mom Hu Usne Mujhe Chhookar Nahi Dekha.
पत्थर मुझे कहता है मेरा चाहने वाला,
मैं मोम हूँ उसने मुझे छूकर नहीं देखा।
Apne Haathon Ki Lakeero Mein Basa Le Mujhko,
Main Hoon Tera Naseeb Apna Bana Le Mujhko!
अपने हाथों की लकीरों में बसा ले मुझको
मैं हूँ तेरा तो नसीब अपना बना ले मुझको।
Mujhse Tu Puchhne Aaya Hai Wafa Ke Mayane,
Yeh Teri Sada-Dili Maar Na Daale Mujhko!
मुझसे तू पूछने आया है वफ़ा के माने
ये तेरी सादा-दिली मार ना डाले मुझको।
Khud Ko Main Baant Na Dadu Kahi Daman Daman,
Kar Diya Tune Agar Mere Hawaale Mujhko!
ख़ुद को मैं बाँट ना डालूँ कहीं दामन-दामन
कर दिया तूने अगर मेरे हवाले मुझको।
Badah Fir Badah Hai Main Zahar Bhi Jaaun ‘Qateel’,
Shart Ye Hai Koyi Baahon Me Sambhale Mujhko!
बादाह फिर बादाह है मैं ज़हर भी पी जाऊँ ‘क़तील’
शर्त ये है कोई बाहों में सम्भाले मुझको।
Bewaqt Agar Jaaunga Toh Sab Chauk Padenge,
Ek Umra Huyi Din Mein Kabhi Ghar Nahi Dekha.
बेवक़्त अगर जाऊँगा, सब चौंक पड़ेंगे,
इक उम्र हुई दिन में कभी घर नहीं देखा।
Aanko Mein Raha Dil Mein Utar Kar Nahi Dekha,
Kashti Ke Musafir Ne Samandar Nahi Dekha.

0 Comments